Saturday, 9 July 2011

Cool sms

kabhi kabhi aisa bhi hota ha.
Pyar ka asar zara dair sa hota ha.
app ko lagta ha hum kuch nahi sochte app ke baray main.
per hamari her baat main app ka ziker zaroor hota ha
---
..................................................................

phir na simtay gi agar dosti bikher jaye gi.
zindagi zulf nahi jo phir sawer jaegi.
jo khushi de ap ko thaam lo haath us ka.
zindagi ro ke nahi hans ke zuzar jayegi.
---
..................................................................

Sabr kar Sabr Kar
Deir Hai Andher Nahn Maula Key Ghar
Naa baaith umeedein chor key
Woh dey ga tujh ko taur key
Terey karmon ka phal
laga hai jis jis shakh par
Sabr kar sabr kar ...

Jo jab hona hai tab hona hai
Itni ziadah fiqr naa kar
Tere dil ka haal woh jaaney
Hounto sey tu ziqr naa kar
Abhi waqt nahi tere saath mein
Hai intezaar tere haath mein
Waqt aaney par hi
teri manzil hogi hamsafar
Sabr kar Sabr Kar ...

Teri mehnat sachi hai to
Tu bhi safhal ho jaye ga
Sach hoga tera sapna
har aansoo kho jaye ga
Kya hoa abhi jo dhoop hai
Yeh bhi jeewan ka roop hai
Barasna hai kab tujh pey
badal ko hai khabar
Sabr kar Sabr kar
Deir Hai Andher Nahn Maula Key Ghar Malik Raheel
0321-6388000
Multan
..................................................................

Unka ashiyana dil mein basa rakha hai,
Unki yadon ko seene se laga rakha hai, Copyright www.lovelysms.com
Pata nahi yaad aate hain wohi kyun,
Vaise dost to hamne auron ko bhi bana rakha hai. RABI & AM
---
..................................................................

Dhoka diya tha jab tum ne mujhe,
Dil se main naraaz tha,
Phir socha ki dil se tumhe nikal dun,
Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha..... RABI & AM

---
..................................................................

Chand lamhon ki zindagani hai, nafraton se jiya nahi karte,
lagta hai dusamanon se guzarish karni padegi, dost to aab yaad kiya nahi karte RABI & AM
---
..................................................................

manzil door aur safar bahut hai
chhote se dil ki fikar bahut hai
mar dalti kabki ye duniya humein,kambakht
apki duao mein asar bahut hai.
---
..................................................................

EK BAAR MEIN SOCHTA HOON JAANE VO KESSEY HO GE PHIRE DIL MERA YEH KHETHA HAI BILKULL MERE
JAISE HO GE........(iam chudary faisal just looking a rishta thx to read my shar)
---
..................................................................

Apne app se phir te hai begane kyu?Shahar main aaker log howe dewaane kyu?Hum ne kab maani thi
zaamane ki baat!Aaj hamari baat zamana mane kyu?Wo janngel ke pholo per kyu marta hai?Uss ko aache
lagte hai weerane kyu?sachi baat se ghabrane ki aadat hai kya?Jhoote loogo se apne yarane kyu?khalwat
main wo shaks hamain phechane kyu?Mian jab bhi choot nai[new] khata hoon.DIL ko yaad aate hai yaar
poorane kyu?
---
..................................................................

App bhi hamari tarha shairy karo apka bhi name hoga.jab log marege AANDA aur TEMATAR apke shaam ke
khane ka intezaam hojai ga.
---
..................................................................
Baba ki jaan ho tum.Mamma ki shaan ho tum.Daadi ki aan ho tum.Dada ka maan ho tum.Tere liye mere jeena.
Tere liye mera marna.Meri piyari DOST tohai chand ka tokra.Tere honto ki hansi.Mere DIL main hai basi.Tere Copyright www.lovelysms.com
chare[face]ki damak meri zindagi ki chamak.Teri Aankho ka noor.Mujhe karta Masroor.Meri piyari DOST tohai
chand ka tokra .Aaa mere PAYARE KHUDA.Meri tujse hai eeltija.Meri aankh ka tara.Mere DIL ka shara rahe
SADA Muskarata.Har taraf jagmagata.Abdul_Haseeb 0333-3091281
---
..................................................................

Abhi abhi to pyaar ka computer kiya hai chaaloo
Aab main dil ki hard disk pe aur kitni files daaloo
Apne chehare se ruswaai ka error to hatao
Ai jaaneman apne dil ka password to batao
Woh to hum hain jo aap ki chahat dil main rakhte hain
Warna aap jaise kitney hi softwares bazaar main bikte hain
Roz raat ko aap mere sapne main aate ho
Mere pyar ko mouse bana ke ungaliyon pe nachaate ho
Tere pyar ka email mere dil ko Lubhataa hai
Par beech main tere baap ka virus aataa hai
Aur karvaaoge humse kitnaa intezaar
Hamaare dil ki site pe kabhi enter to maro yaar
Apni insult ka badalaa dekhna main kaise loonga
Jaaneman tere baap ko Shift Delete kar doonga
Aap jaiso ke liye dil ko cut ker diya karte hai
Warna baaki cases main to copy paste kiya karte hai
Aapka hasnaa aap ka chalnaa aap ki woh style
Aapke adaaon ki hamne save hai karli file
Sonum.03204186155.nadiakiran@hotmail.com
---
..................................................................

Najany kab say
grade buray aatay hain
Mujhe phir bhi koi baat .... kion nahin aati hai??
Najany kab say.....

Door jitna hay 'A' mujh say... paas 'E' kay main..
Ab to aadat see hai mujh ko.. fail honay main....
teachers ko koi shikwa hi nahin hai..
Ab to zinda hoon main detention center main..

kitab aisi hai yeh meri.. chalti jaey...
theory aisi hay yeh isski.. mujh ko satae-a...!
yaad karna itna mushkil hai kay dil doob jaey...
aur aankhoon main yeh sum ... num ban jaey Copyright www.lovelysms.com
hey hey haiy hi haey hay ohohohohhhhhhhhhhhhhh....

ab to aadat see hai mujh ko fail hoany main
hey hey haiy hi haey hay ohohohohhhhhhhhhhhhhh
ahahahahahhhhhhhhhhhhh
sabhee formulay..!
sabhee theorian hain......!!
bhoola do inhain..!
jala do inhain.............................
ahahahahahhhhhhhhhhhhh
ahahahahahhhhhhhhhhhhh
ahahahahahhhhhhhhhhhhh
ahahahahahhhhhhhhhhhhh
ahahahahahhhhhhhhhhhhh
ahahahahahhhhhhhhhhhhh
ohohohohhhhhhhhhhhhhh ...............
aaa.....aaa....aa.....!

ab to aadat see hai mujh ko....!!!!
..................................................................

No comments:

Post a Comment